Ya muhammad ka pyara nahi hd video free download






















Tumhaare aastaane se zamaana kya nahin paata Koi bhi dar se khaali maangne waala nahin jaata. Tum zamaane ke mukhtaar ho ya nabi Bekason ke madadgaar ho ya nabi Sab ki sunte ho apne ho ya ghair ho Tum ghareebon ke gham-khwaar ho nabi. Hum hain ranj-o-museebat ke maare hue Saqt mushkil mein hain gham se haare hue Ya nabi kuchh Khudaara humein bheek do Dar pe aaye hain jholi pasaare hue. Bhar do jholi meri ya Muhammad Lautkar main na jaaunga khaali Kuchh nawaason ka sadqa ataa ho Dar pe aaya hoon bankar sawaali.

Haq se paayi wo shaan-e-kareemi Marhaba dono aalam ke waali Uski qismat ka chamka sitaara Jis pe nazr-e-karam tum ne daali. Zindagi bakhsh ki bandagi ko Aabroo deen-e-haq ki bachaali Wo Muhammad ka pyara nawaasa Jisne sajde mein gardan kataali. Hashr mein unko dekhenge jis dam Ummati ye kahengey khushi se Aa rahey hain wo dekho Mohammad Jinke kaandhe pe kambli hai kaali. Bhardo Jholi Meri Ya. Download Bhardo Jholi Meri Ya mp3 for free. Added to Cart. W" on Pinterest..

Naat Rasool Maqbool.. Ab meri Nigahoon. Ab meri Nigahoon main jachta Nahi koi. Jesay meri Sarkar hain waisa nahi koi. Tums a to Haseen Aankh ne daikha. By Visaal. Maqbul pasha. Sabri inherited a perfect voice for Qawwali from his Uncle Maqbool Sabri, and.

Bhardo Jholee Meri, Hafiz Abid Publish for free today. Dam Ali Ali - Sabri. Genre: qawali , NED. Nad E Ali. Wajay Allah Wali Taar. Mola Say Karam. Milaad Manao. Mery Waris Nay Karbala Waly. Mery Khayalan Day Vich Madina. Shan E Ramzan. Rehmat E Ramadan. Rajab Manqabat Mery Mola Ali. Ali Warga Zamane Te.

Rab Rab Karna Chayeda Ay. Zaroorat Hussain Ki. Zahra Kay Gharany Walay. Yeh Bil Yaqeen Hussain Hai. Ya Muhammad Ya Muhammad S. Tasveer Muhammad Arabi Di. Pyar Ali Hajveri Da. Rab Rab Kar Bandya. Kia Batan Nay Sarkar Diyan. Kro Din Raat Hussain Hussain. Labaik Allah Huma Labaik. Home Abdul Rauf Rufi. Abdul Rauf Rufi. About Abdul Rauf Rufi. Abdul Rauf Rufi Mp3 Naats.

Ae Kaash Millay Naat By abdul rauf rufi. Madni Mahiye Naat By abdul rauf rufi. Ya Rehmatallil Alameen Naat By abdul rauf rufi. CopyRight Complaint. Released Albums. Naat Khawan's. Mehshar ke roz pesh-e-Khuda hongey jis ghadi Hogi gunahgaaron mein kis darjaa bekali Aate hue nabi ko jo dekhenge ummati Ek doosre se sab ye kahengey khushi khushi Aa rahey hain wo dekho Mohammad Jinke kaandhe pe kambli hai kaali.

Sar-e-mehshar gunahgaaron se purzish jis ghadi hogi Yaqeenan har bashar ko apni bakhshish ki parhi hogi Sabhi ko aas us din kambli waale se lagi hogi Ke aise mein Mohammad ki sawaari aa rahi hogi Pukaarega zamaana us ghadi dukh dard ke maaron Na ghabraao gunahgaaron na ghabraao gunahgaaron Aa rahey hain wo dekho Mohammad Jinke kaandhe pe kambli hai kaali.

Kaash purnam se aaye nabi mein Jeete ji ho bulaawa kisi din Haal-e-gham Mustafa ko sunaaoon Thhaam kar unke rauze ki jaali. Recent Post. Tags Urdu Naat Lyrics.



0コメント

  • 1000 / 1000